Aankhein tere chehre se,na kabhi hatein
Aakhir
tu bata de, ye dil kya kare..
Aankhein
tere chehre se, na kabhi hatein
Aakhir tu bata de, ye dil kya kare
Tere
ishaare bin bole, ishq karte hain bayaan
Tere hawaale kar diya hai, Zindagi ye javedaan
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Ooooo..
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein..
Tere
ishaare bin bole, Ishq karte hai bayaan
Tere hawaale kar diya hai, Zindagi ye javedaan
Ishq saaf aaine ki tarha
Dikh raha hai teri aankhon mein
Ooooo..
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein..
Tanha
rahun to, logoo ki nazrein
Meri nazron mein, tujhe dhoondhti hai
Pyaar ki pehli-pehli baarish
Chehre pe aisa asar chhodti hai..
Tu
iss tarah se ban gayi hai
Inn labon ki ik duaa
Tere hawaale kar diya hai
Zindagi ye javedaan..
Ishq
saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein
Oooooo..
Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh raha hai teri aankhon mein..
Lyrics
Written by :-
Shabbir Ahmed
If
you liked Ishq Saaf Lyrics here,
please like and share our FB/Instagram pages